Apun Ki Life Mein Bhi Song Lyrics from the movie/album Daal Mein Kuch Kaala Hai released in the year 2016 starring Jackie Shroff, Veena Malik. The song Apun Ki Life Mein Bhi was sung by Amit Kumar, Bali Brahmbhatt. This movie/album was directed by Anand Balraj. The music was given by Aabfm. The lyrics were Penned by Vijay Akela. The music rights for song purely belongs to T-Series

Apun Ki Life Mein Bhi Lyrics

Mumbai Calling Mumbai Calling
The City Of Dreams
City Of Bollywood
Tunic The Mumbai
City Life For Some Spicy Masala
On The Switch For Reo
Eat Money Sleep Money
Breap Money Leap Money Mumbai
Yaha Gadbad Ghotala Hai
Daal Mein Kuchh Kaala Hai
Yaha Jeeja Ka Na Saala Hai
Daal Mein Kuchh Kaala Hai

Hey Apun Ki Life Apun
Jiyega Apun Ke Jaisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Haan Apun Ko Tum Na
Samajhna Koi Aisa Waisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
O My God Hai Sab
Paise Ka Kamal
Daal Mein Kuch Kaala Hai
Ya Kaali Hai Ye Daal
Paisa Hai To Gauri Ke
Hai Gore Gore Gaal
Paisa Hai To Chhori Ki
Hai Mast Wali Chal

Apun Ka Suit Safari Hoga
Apun Ka Car Farrari Hoga
Hoga Hoga Hoga Hoga
Kisi Se Nahi Udhari Hoga Samjhe
Apun Ka Najar Shikari Hoga
Rang Badla Hai Desh
Ka Iss Paise Ne Kaisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa

Paise Hi Ke Pichhe
Pagal Hua Hai Jamana
Jeb Mein Ho Paisa To
Ye Dil Gaye Gaana
Paisa Mang Mang Ke
Na Dil Ko Dukhana
Paisa Jo Bhi Maange
Usse Maar Ke Bhagana
Nice Of Bollywood
Yaha Gadbad Ghotala Hai Yo Baby
Daal Mein Kuchh Kaala Hai
Yaha Jeeja Ka Na Saala Hai
Daal Mein Kuchh Kaala Hai

Hey Apun Ka Ek Style Hoga
Hath Mein Do Mobile Hoga
Chehare Pe Ismile Hoga
Badla Har Profile Hoga
Hey Apun Hi Hai Bas
Ek Akela Apun Ke Jaisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa
Apun Ki Life Mein Bhi
Ab Aaya Hai Paisa.

Share your thoughts

No Keywords