Apni Nazron Ko Song Lyrics from the movie/album Pehli Nazar released in the year 2016 starring Ameen Sayani. The song Apni Nazron Ko was sung by Sadhana Sargam. The music was given by S. Chatursen. The lyrics were Penned by Prakash Rahule (Aadam). The music rights for song purely belongs to Red Ribbon Music

Apni Nazron Ko Lyrics

Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum
Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum
Dil Hain Ke Madhosh Huaa Jaata Hain
Mujhko Darr Hain Ki
Meri Jaan Na Nikal Jaaye Kahin
Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum
Dil Hain Ke Madhosh Huaa Jaata Hain

Haay Ye Aapki Nazron Ki Teero Ki Chubhan
Haay Ye Aapki Nazron Ki Teero Ki Chubhan
Meri Rag Rag Mein Nasha Saa Chadha Jaata Hain
Mujhko Roko Mere Kadam Na Bis Jaaye Kahin
Mujhko Roko Mere Kadam Na Bis Jaaye Kahin
Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum
Dil Hain Ke Madhosh Huaa Jaata Hain

Meri Zulfono Na Chhedo Tum Apni Saanso Se
Meri Zulfono Na Chhedo Tum Apni Saanso Se
Aaj Main Iski Badan Chala Jaata Hain
Rooh Bhi Meri Iss Aag Mein Na Jhal Jaaye Kahin
Rooh Bhi Meri Iss Aag Mein Na Jhal Jaaye Kahin
Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum

Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum
Dil Hain Ke Madhosh Huaa Jaata Hain
Mujhko Darr Hain Ki
Meri Jaan Na Nikal Jaaye Kahin
Apni Nazron Ko Zara Sambhalo Tum
Dil Hain Ke Madhosh Huaa Jaata Hain.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Pehli nazar | romantic song, Sadhana sargam, Tera aanchal lehraaye | lalitya munshaw, Pehli nazar, Tera aanchal lehraaye | vinod rathod & lalitya munshaw, Vinod rathod | new romantic song, Tera aanchal lehraaye | vinod rathod, Sadhna sargam romantic songs, Sadhana sargam songs, Sadhana sargam - artist in spotlight, Sadhana sargam shiva songs, Best of sadhana sargam songs, Best songs of sadhana sargam, Sadhana sargam birthday special, Best of sadhana sargam hindi song