Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaj main yaar tujhe
Dil me basu aaja
Aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja
Bin kiye baat tujhe
Baat suna kar dil ki
Bin kiye baat tujhe
Baat suna kar dil ki
Bin kiye baat tujhe
Baat suna kar dil ki
Teri aankho me
Haya rang sajau aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja
Anchhuye hoth tere
Ek kali chhukar
Anchhuye hoth tere
Ek kali chhukar
Usko mafhun nazakat se
Milau aaja
Aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja
Maine mana ke tu saaki hai
Main maikash tera
Maine mana ke tu saaki hai
Main maikash tera
Maine mana ke tu saaki hai
Main maikash tera
Aaj tu pee man jam pilau aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja
Peer waris ki sunau main
Tujhe shaam dhale
Peer waris ki sunau main
Tujhe shaam dhale
Tujh me soye hue
Jazbo ko jagau aaja
Aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja
Ae mere sine me
Har baar dhadakti khusbu
Ae mere sine me
Har baar dhadakti khusbu
Ae mere sine me
Har baar dhadakti khusbu
Aa mere dil me tujhe
Tujse milau aaja
Aaj main yaar tujhe
Dil me basu aaja
Aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja
Apni gazalo me
Tera husn sunau aaja
Aaja

