Apni Darling Ka Aaya Janamdin Song Lyrics from the movie/album Duty released in the year 2016 starring Govinda, Anuradha Patel. The song Apni Darling Ka Aaya Janamdin was sung by Kanchan, Shabbir Kumar. This movie/album was directed by Ravikant Nagaich. The music was given by Babla Mehta. The lyrics were Penned by Ramesh Pant. The music rights for song purely belongs to T-Series

Apni Darling Ka Aaya Janamdin Lyrics

Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin

Rani Bitiya Ko Koi Nazar Na Lagaye
Rani Bitiya Ko Koi Nazar Na Lagaye
Allah Kare Aaj Ka Din Ye Bar Bar Aaye
Bar Bar Aaye Hum Zaroori
Duva Dene Aayenge
Lekin Hum Zaroori Duva Dene Aayenge
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Rani Ka Aaya Janamdin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Rani Ka Aaya Janamdin

Apni Aisi Bitiya Ho Kya Khayal Hain
Apni Aisi Bitiya Ho Kya Khayal Hain
Ye To Shadi Ke Baad Ka Apna Sawal Hain
Apna Sawall Hain
Jo Ho Hi Nahin Sakta Shadi Kiye Bin
Jo Ho Hi Nahin Sakta Shadi Kiye Bin
Aaj Apni Rani Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin

Tujhe Sone Ya Heere Ka Har Chahiye
Tujhe Sone Ya Heere Ka Har Chahiye
Mummy Papa Ka Mujhe To Pyar Chahiye
Mummy Papa Ka Mujhe To Pyar Chahiye
Raja Uncle Ko Mat Bhulna Lekin
Raja Uncle Ko Mat Bhulna Lekin
Aaj Apni Raani Ka Aaya Janamdin Hoye
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Tak Dhina Dhin Tak Dhina Dhin
Dhinak Dhinak Dhin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin
Aaj Apni Darling Ka Aaya Janamdin.

Share your thoughts

Shabbir kumar hit songs, Solah baras ki bali umar with hindi lyrics, Kishore kumar hit songs, Solah baras ki bali umar with lyrics, Rajendra kumar hema malini song, Meri biwi maike chali gay with lyrics, Lyrics of hindi songs, Koyal boli duniya doli lyrics, Koyal boli duniya doli with lyrics, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar best hindi songs, Kishore kumar best romantic songs, Kanchan song, Akshay kumar songs, Rajendra kumar hit songs, Kishore kumar, Kumar sanu