Apne Mehboob Ki Tasvir Banane Lyrics | Bade Dilwala | Alka Yagnik, Udit Narayan | Aadesh Shrivastava

Apne Mehboob Ki Tasvir Banane Lyrics | Bade Dilwala | Alka Yagnik, Udit Narayan | Aadesh Shrivastava

Apne mehboob ki tasvir banane ke liye
Apne mehboob ki tasvir banane ke liye
Mai chala rang gulabo se churane ke liye
Mai chala rang gulabo se churane ke liye
Apne mehboob ki tasvir banane ke liye
Apne mehboob ki tasvir banane ke liye
Mai chali rang gulabo se churane ke liye
Mai chali rang gulabo se churane ke liye

Aaj ki raat chirago ko bhuja rahne do
Julf mat bando inhe yu hi khula rahne do
Apni chahat ka meri jaan nasha rahne do
Rahne do
Rahne do
nasha rahne do

Teri chahat ke hasin kawab me kho jaunga
Teri julfo ki siya raat me so jaunga
Sath chuta to mai barbad bhi ho jaunga
Tu jaruri hai bahut mere khajane ke liye
Mai chala rang gulabo se churane ke liye
Apne mehboob ki tasvir banane ke liye
Mai chali rang gulabo se churane ke liye

Apni palake meri aanko pe juka ker dekho
Jeel ko aaj samandar se mila ker dekho
Meri baho me chale aao fir aa ker dekho
Aao na aao na
Aa kar dekho
Mai tere sang kahi se bhi gujar sakti hu
Dur mat jana mujhe chhod ke mar sakti hu
Toot ker phool ki tarah se bikhar sakti hai
Umar bar sath raho mere mujhe bachane ke liye
Mai chali rang gulabo se churane ke liye
Apne mehboob ki tasvir banane ke liye
Mai chala rang gulabo se churane ke liye
Mai chali rang gulabo se churane ke liye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *