Apne Liye Jiye Tum Song Lyrics from the movie/album Saugandh released in the year 2016 starring Gemini Ganeshan, Anjali Devi. The song Apne Liye Jiye Tum was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by G.K. Ramu. The music was given by Dilip Dholakia. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Apne Liye Jiye Tum Lyrics

Apne Liye Jiye Tum
Jamane Mein Kya Jiye
Jina Wahi Hai Jo Ho Kisi Aur Ke Liye
Kaun Raha Hai Kaun Rahega
Duniya Aani Jani
Rahta Naam Usi Ka Jisne
Di Hai Kuchh Kurbani

Kaun Raha Hai Kaun Rahega
Duniya Aani Jani
Rahta Naam Usi Ka Jisne
Di Ho Kuchh Kurbani

Mard Wahi Jo Jurm Ke Aage
Sar Na Kabhi Jhukaye
Mard Wahi Jo Jurm Ke Aage
Sar Na Kabhi Jhukaye
Jo Auro Ke Dukh Ki Khatir
Apni Jan Lutaye
Dur Hatega Jaise Koi
Uski Yaad Suhani
Rahta Naam Usi Ka Jisne
Ki Ho Kuchh Kurbani
Kaun Raha Hai Kaun Rahega
Dunia Aani Jani
Rahta Naam Usi Ka Jisne
Di Ho Kuch Kurbani

Sochna Tune Kurbani Ka
Kya Badla Hai Paya
Sochna Tune Kurbani Ka
Kya Badla Hai Paya
Wahi Bahut Hai Tu Duniya Mein
Kam Kisi Ke Aaya
Bacha Bacha Padhega Ek Din
Teri Prem Kahani
Rahta Naam Usi Ka Jisne
Di Ho Kuchh Kurbani
Kaun Raha Hai Kaun Rahega
Dunia Aani Jani
Rahta Naam Usi Ka Jisne
Di Ho Kuchh Kurbani.

Share your thoughts

Chali hawaen matwari lata manggeshkar talat mahmood saugandh (1961) dilip dholakia, Anjali bhardwaj bhakti song, Saugandh, Anjali, Saugandh(1961), Shri krishna lila, New bhakti bhajan, New krishna bhajan, O ishwar bhajiye tane, Phool bharoon main balon mein, Jaikishan, Radha krishna, Lata mangeshkar, Krishna bhajan 2019, Chali hawaen matwari, Krishna janmastmi 2019, Krishna janmastmi song, Brij joshi prarthana pothi, Vaishnav jan to tene, Bhojpuri bhakti geet