Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandhaye
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandhaye
Apne apne huye paraye
Gham ki jo taqdeer na hoti
Jo itni bekir na hoti
Dil par itna boj na hota
Pairo me janjir na hoti
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandhaye
Apne apne huye paraye
Jin raho se koi na aaye
Baithe unpe naina bichaye
Din nadan kahe jata hai
Shayad vo shayad laut aaye
Apne apne huye paraye
Kaun hai hum kyu jane koi
Apna hume kyu mane koi
Behatar hai iss badhali me
Ab na pahchane koi
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandhaye
Apne apne huye paraye

