Apne Apne Se Lage Hume Jab Dekha Pehli Baar Tumhe Song Lyrics from the movie/album Apne Apne released in the year 2018 starring Jeetendra, Rekha. The song Apne Apne Se Lage Hume Jab Dekha Pehli Baar Tumhe was sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Ramesh Behl. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Gulshan Bawra

Apne Apne Se Lage Hume Jab Dekha Pehli Baar Tumhe Lyrics

Apne Apne Se Lage Hume Apne Apne Se Lage Hume
Jab Dekha Pahli Bar Tumhe In Baho Me Bharke Chaha
Ji Bhar Ke Kar Le Pyar Tumhe
Apne Apne Se Lage Hume Jab Dekha Pahli Bar Tumhe
Chupke Chupke Dil Hi Dil Me Hum Karte Rahe Hai Pyar Tumhe
Apne Apne

Dil Bekarar Hai Ji Yahi Intjar Hai Ji Hum Jo Kahe Wo Man Lo
Dil Bekarar Hai Ji Yahi Intjar Hai Ji Hum Jo Kahe Wo Man Lo
Oo Ho Aise Bandan Me Bandh Liya Ab Kase Kare Inkar Tumhe
Chupke Chupke Dil Hi Dil Me Hum Karte Rahe Hai Pyar Tumhe
Apne Apne

Dulhan Bana Do Sajna Mang Saja Do Sajana Arma Yahi Hai Dil Ka
Dulhan Bana Do Sajna Mang Saja Do Sajana Arma Yahi Hai Dil Ka
Oo Ho Hum Aur Kisi Ke Na Hoge Karte Hai Ye Ikarar Tumhe
In Baho Me Bharke Chaha Ji Bhar Ke Kar Le Pyar Tumhe Apne Apne

Aao Kahi Dur Chale Jhumke Jaha Pe Mile Dharti Gagan Pyar Me
Aao Kahi Dur Chale Jhumke Jaha Pe Mile Dharti Gagan Pyar Me
Ab Chahe Jaha Bhi Le Jao Hum Dete Hai Adhikar Tumhe
Chupke Chupke Dil Hi Dil Me Hum Karte Rahe Hai Pyar Tumhe
Apne Apne Se Lage Hume Jab Dekha Pahli Bar Tumhe
Hum Karte Rahe Hai Pyar Tumhe Ji Bhar Ke Kar Le Pyar Tumhe
Hum Karte Rahe Hai Pyar Tumhe Ji Bhar Ke Kar Le Pyar Tumhe

Share your thoughts

Suresh wadkar and lata mangeshkar, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Suresh wadkar songs, Suresh wadkar, R d burman hit songs, Apne pyar ke sapne sach hue, Nindiya se jaagi bahar aisa mausam dekha pehli, Suresh wadkar ganpati aarti, Apne pyar ke sapne, Suresh wadkar aarti songs, Nindiya se jaagi bahar aisa mausam dekha pehli video, Suresh wadkar bhajans, Suresh wadkar best songs, Hum tumhe itna pyar karenge, Best of suresh wadkar, Songs of suresh wadkar