Apne Andar Zara Jhank Song Lyrics from the movie/album Naya Raasta (1970). The song Apne Andar Zara Jhank was sung by Mohammad Rafi. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

Apne Andar Zara Jhank Lyrics

Apne Andar Zara Jhank Mere Watan – 2
Apne Aibo Ko Mat Dhank Mere Watan – 2

Tera Ithihas Hai Khun Me Lithada Hua
Tu Abhi Tak Hai Duniya Me Pichhada Hua
Tune Apno Ko Apna Na Mana Kabhi
Tune Insa Ko Insa Na Jana Kabhi
Tere Dharmo Ne Jato Ki Taksim Ki
Teri Rasmo Ne Nafrat Ki Talim Di
Wehshato Ka Chalan Tujhme Zari Raha
Pat Loko Ka Junu Tujhpe Tari Raha
Apne Andar Zara Jhank Mere Watan
Apne Aibo Ko Mat Dhank Mere Watan

Rang Aur Nasal Ke Dayro Se Nikal
Gir Chuka Hai Bahut Der Ab To Sambhal
Tu Daravar Hai Ya Aariya Nasal Hai
Jo Hai Ab Isi Khat Ki Fasal Hai
Tere Dil Se Jo Na Nafrat Mit Payegi
Tere Ghar Me Gulami Palat Aayegi
Teri Barbadiyo Ka Tujhe Wasta
Dhund Apne Liye Ab Naya Rasta
Apne Andar Zara Jhank Mere Watan
Apne Aibo Ko Mat Dhank Mere Watan

Share your thoughts

Dr. shaitan (1960) n dutta jan nisar akhtar, Asha bhonsle dr. shaitan (1960) n dutta, Hamen raste mein chhede kyun mohammad rafi, 1970s, Muhammad ki zindagi, Raasta, Muhammad life, Life of prophet muhammad, Dutta, Quranic stories, Sheikh abdul salam [pakistan], Shankar, Jaikishan, Lattestmusic, Arab ki zindagi, Stories of quran, Mushrikeen e makkah, Old songs indini pakistani, Rafi, Prophets and messenger stories, Maine, Sharab, Mahendra, Rare hindi, Mangeshkar