Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu mai albeli Song Lyrics from the movie/album Shaitaan released in the year 2018 starring Shatrughan Sinha, Sharmila Tagore. The song Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu mai albeli was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Feroz Chinoy. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu mai albeli Lyrics

Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu Mai Albeli
Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu Mai Albeli
Dekho Ji Sanam Na Satao Mujhe Pa Ke Akeli
Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu Mai Albeli
Dekho Ji Sanam Na Satao Mujhe Pa Ke Akeli

Aaj Kyu Mujhko Tak Rahe Ho Ajab Si Nigaho Se
Aaj Kyu Mujhko Tak Rahe Ho Ajab Si Nigaho Se
Meri Kalayi Se Khelte Ho Kabhi Ye Meri Baho Se
Ye Shararat Ki Baat Sajan Mujhe Lage Na Bhali Sanam
Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu Mai Albeli
Dekho Ji Sanam Na Satao Mujhe Pa Ke Akeli
O Sanam Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu Mai Albeli

Lag Rahi Hu Mai Tumko Jo Pyari To Baitho Sang Mere
Lag Rahi Hu Mai Tumko Jo Pyari To Baitho Sang Mere
Par Mujhe Dur Hi Se Dekho Lago Na Ang Mere
Tum To Badte Hi Ja Rahe Ho To Ye Lo Mai Chali Chali
Apna Samajh Ke Chali Aayi Hu Mai Albeli

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Mangeshkar, Hema malini lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar classic songs, Lata mangeshkar hit songs, Usha mangeshkar, Meet na mila re man ka lyrics, Are jana hai to jao lyrics, Meet na mila re man ka lyrics in hindi, Aayo re sawan aayo re lyrics, Meet na mila re man ka karaoke with lyrics, Rd burman - pancham da channel, Lyrics of meet na mila re man ka, Meet na mila re man ka hindi lyrics