Haye Apna Samjh Ke Aankh Milaane Ka Shukriya
Soya Hua Naseeb Jagaane Ka Shukriya
Haye Apna Samjh Ke Aankh Milaane Ka Shukriya
Soya Hua Naseeb Jagaane Ka Shukriya
Haye Apna Samjh Ke
Jin Aandhiyo Me Chhup Gaya Suraj Bhi Chand Bhi
Jin Aandhiyo Me Chhup Gaya Suraj Bhi Chand Bhi
Un Aandhiyo Me Shamman Jalaane Ka Shukriya
Haye Apna Samjh Ke Aankh Milane Ka Shukriya
Soya Hua Naseeb Jagaane Ka Shukriya
Haye Apna Samjh Ke
Aankh Mund Kar Gale Me Tere Haar Daal Du
Aankh Mund Gale Me Tere Haar Daal Du
Ujade Chamen Me Phul Khilaane Ka Shukriya
Soya Hua Naseeb Jagaane Ka Shukriya
Haye Apna Samjh Ke
Khawaabo Ki Tarah Ab Meri Duniya Bhi Bas Gayi
Khawaabo Ki Tarah Ab Meri Duniya Bhi Bas Gayi
Dil Se Nikal Pahlu Me Aane Ka Shukriya
Soya Hua Naseeb Jagaane Ka Shukriya
Haye Apna Samjh Ke
Apna Samajh Ke Ankh Milane Ka Shukriya Song Lyrics from the movie/album Zindagi released in the year 2018 starring Jaswant, Geeta Bali. The song Apna Samajh Ke Ankh Milane Ka Shukriya was sung by Sudha Malhotra. This movie/album was directed by C L Dheer. The music was given by Mohammed Shafi. The lyrics were Penned by Kaifi Azmi
Share your thoughts