Apna Hain Raaj Song Lyrics from the movie/album Farishtay released in the year 2016 starring Rajinikanth, Dharmendra. The song Apna Hain Raaj was sung by Alka Yagnik, Shabbir Kumar. This movie/album was directed by Anil Sharma. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Apna Hain Raaj Lyrics

Apna Hai Raz Phir Kahe Ka Raja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Apna Hai Raz Phir Kahe Ka Raja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Raja Ko Mil Gaya Aaj Maharaja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Apna Hai Raz Phir Kahe Ka Raja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja

Cham Cham Nach Uthe
Hoon Bandhan Tut Gaye
Tut Gayi Sari Zanjeer
Hum Bhi Chut Gaye
Cham Cham Nach Uthe
Hoon Bandhan Tut Gaye
Tut Gayi Sari Zanjeer
Hum Bhi Chut Gaye
Sar Pe Pada Jab Janta Ka Danda
Raja Ka Gussa Ho Gaya Thanda
Sar Pe Pada Jab Janta Ka Danda
Raja Ka Gussa Ho Gaya Thanda
Tuta Mahal Rah Gaya Darwaja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Raja Ko Mil Gaya Aaj Maharaja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Apna Hai Raz Phir Kahe Ka Raja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja

Humne Bahut Ki Teri Gulami
Barso Di Hamne Tujhko Salami
Humne Bahut Ki Teri Gulami
Barso Di Hamne Tujhko Salami
Wo Din Gaye Ab Tu Bhi Chala Ja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Raja Ko Mil Gaya Aaj Maharaja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Apna Hai Raz Phir Kahe Ka Raja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja

Denge Tujhe Hum Sare Duaye
Tu Leke Aaya Thandi Hawaye
Denge Tujhe Hum Sare Duaye
Tu Leke Aaya Thandi Hawaye
Banke Tu Badal Basti Pe Chha Ja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja

Pahle Watan Uske Bad Sab Hain
Kaisi Gulami Sab Azad Hain
Pahle Watan Uske Bad Sab Hain
Kaisi Gulami Sab Azad Hain
Logo Suno Ye Khabar Ek Taja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Raja Ko Mil Gaya Aaj Maharaja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja
Apna Hai Raz Phir Kahe Ka Raja
Raja Ka Hamne Baja Diya Baja.

Share your thoughts

Bappi lahiri hit songs, Shabbir kumar songs, Dharmendra songs, Bappi lahiri songs, Dharmendra, { bappi lahiri & shabbir kumar }, Alka yagnik songs, Shabbir kumar, Bappi lahri music, Bappi lahri songs, Dharmendra movies, Bappi lahiri, Kishore kumar romantic songs, Bambai se aaya mera dost bappi lahiri, Bappi lahiri song bambai se aaya mera dost, Farishtay songs, Alka yagnik, Kishore kumar songs, Bombay se aaya mera dost bappi lahiri, Best of bappi lahiri hindi songs