Apna Ghar Aur Apni Kahani Song Lyrics from the movie/album Apna Ghar Apni Kahani released in the year 2015 starring Mumtaz, Keshto. The song Apna Ghar Aur Apni Kahani was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Phani Majumdar. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Apna Ghar Aur Apni Kahani Lyrics

Aaj Kehti Hai Kisi Ki
Zindagi Rote Hue
Mang Suni Ho Gayi
Sindur Ke Hote Hue

Apna Ghar Aur Apni Kahani
Kya Samjhe Duniya Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani
Kya Samjhe Duniya Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani

Manzile Ko Pa Kar Lautaye
Rahi Ki Hai Itni Kahani
Manzile Ko Pa Kar Lautaye
Rahi Ki Hai Itni Kahani
Kya Samjhe Duniya Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani
Kya Samjhe Duniya Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani

Jiske Liye Jina Sikha Tha
Us Bairi Ne Kadar Na Jani
Jiske Liye Jina Sikha Tha
Us Bairi Ne Kadar Na Jani
Kya Samjhe Dunia Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani
Kya Samjhe Dunia Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani

Unki Nishani God Mein Lekar
Kahe Na Saku Ise Unki Nishani
Unki Nishani God Mein Lekar
Kahe Na Saku Ise Unki Nishani
Kya Samjhe Duniya Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani
Kya Samjhe Duniya Deewani
Apna Ghar Aur Apni Kahani.

Share your thoughts

Apna ghar apni kahaani, Mangeshkar, Apna ghar aur apni kahani, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Jhutha hai sansar ren ka sapna hai, Tara rani ki amar katha, Tara rani ki katha, N datta, Aai majhya lagnachi usha mangeshkar, Usha mangeshkar aai majhya lagnachi, Aai majhya lagnachi by usha mangeshkar, Phani mazumdar, Kahani, Usha mangeshkar songs, Best of n datta, Karan johar, Chetawani bhajan with lyrics, Baba koto din dekhini tomay james bangla lyrics