Apna Ghar Aur Apni Kahani Lyrics | Apna Ghar Apni Kahani | Mohammed Rafi | N Datta

Aaj kahti hai kisi ki jindagi rote hue
Mang suni ho gayi sindur ke hote hue
Apna ghar aur apni kahani kya samjhe dunia diwani

Apna ghar aur apni kahani

Manjile ko pa kar lautaye rahi ki hai itni kahani

Kya samjhe dunia diwani apna ghar aur apni kahani

Jiske liye jina sikha tha us bairi ne kadar na jani

Unki nishani god me lekar kah na saku ise unki nishani
Unki nishani god me lekar kah na saku ise unki nishani
Apna ghar aur apni kahani kya samjhe dunia diwani
Apna ghar aur apni kahani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *