Meri Aankho Se Jo Bathe Hai Ansoo
Wo Pani Nahi Hai Hai Dil Ka Lahoo
Meri Aankho Se Jo Bathe Hai Ansoo
Wo Pani Nahi Hai Hai Dil Ka Lahoo
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujh Pe Karu Ho
Mila Jo Mujhe Tu Yun Tha Laga
Jaise Khoye Musafir Ko Manzil Mil Gayi
Berang Thi Meri Zindagi Tujhe Pake To Khushiyo Ki Barish Mil Gayi
Phir Kyun Aisa Hua Waqt Kyun Aisa Aaya
Chodkar Chal Diye Tum Apno Ko
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujhpe Karu
Saja Ke Teri Raah Foolon Se Hum
Khud Kaanton Ki Raahon Pe Chalte Rahe
Jala Ke Khusiyan Khud Ki Sanam
Tere Daman Ko Khushiyon Se Bharte Rahe
Tod Ke Dil Ko Mere Bhul Gaye Kasme Vade
Chod Kar Chal Diye Tum Apno Ko
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Tune Tode Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujhpe Karu
Tere Ishq Mein Yun Bikhra Sanam
Ab Kabhi Na Mein Jud Paunga Tujhse O Bewafa
Zakhm Dil Mein Jo Dekhe To
Khuda Ne Kaha Zakhmo Ko Na Mein Bhar Paunga
Jala Ke Sapne Mere
Rula Ke Aise Mujhko
Chod Kar Chal Diye Tum Apno Ko
Ansoo Song Lyrics released in the year 2025 starring Naitik Desai, Pooja Doshi. The song Ansoo was sung by Amit Mishra. The music was given by Shivram Parmar. The lyrics were Penned by Ajay Waghela. The music rights for song purely belongs to Panorama Music
Share your thoughts