Annadata O Annadata Lyrics | Annadata | Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Mohammed Shafi

Annadata O Annadata Lyrics | Annadata | Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Mohammed Shafi

Anndata anndata anndata anndata anndata
Anndata anndata ho anndata anndata ho anndata

Unche parvart ban ka pani unche parvart ban ka pani
Ghar ghar ki yahi chhidi kahani
Ghar ghar ki yahi chhidi kahani
Dubta suraj ugta chanda
Dubta suraj ugta chanda tere gun hai gata
Anndata ho anndata anndata ho anndata

Jivan ke anmol khajane jivan ke anmol khajane
Door bataye khet suhane khet suhane khet suhane
Dhanwano ka lobhi man kyu
Dhanwano ka lobhi man kyu
Inme lobh ugata lobh ugata
Anndata ho anndata anndata ho anndata

Lakh pade jivan ka tufa mar na sakega fir bhi insa
Kashti apni paar karega kashti apni paar karega
Anndata ho anndata anndata ho anndata
Anndata anndata anndata

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *