Ankhon Ne Mohabbat Mein Bada Kaam Kiya Hai, Paygam Diya Hai Lyrics | Free Love | Mahendra Kapoor | Laxmikant Pyarelal

Ankhon Ne Mohabbat Mein Bada Kaam Kiya Hai, Paygam Diya Hai Lyrics | Free Love | Mahendra Kapoor | Laxmikant Pyarelal

Aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
Aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai

Gusse ki ada hoke mohabbat ke issare
Gusse ki ada hoke mohabbat ke issare
Har roj naye hote hai andaz tumhare
Har roz mujhe tumne naya naam diya
Har roz mujhe tumne naya naam diya
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai

Rahta hai tumhe dekh ke kuch aisa nasha sa
Rahta hai tumhe dekh ke kuch aisa nasha sa
Pyasa hu magar log samjhte hai yasa
Na maiy ko chhua hai na kabhi jam liya hai
Na maiy ko chhua hai na kabhi jam liya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai
Paigam diya hai kabhi paigam liya hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *