Ankhon Ke Paimane Pee Song Lyrics from the movie/album Lal Pari released in the year 2015 starring Mahipal, Shakila. The song Ankhon Ke Paimane Pee was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by Asad Bhopali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ankhon Ke Paimane Pee Lyrics

Ankhon Ke Paimane Pee
Julfo Ke Saaye Mein Ji
Muskura Le
O Ho Ho Dil Laga Le
O Ho Ho Ho Matvale
Ho Matvale Matvale

Rut Hai Bahar Ki
Rate Hai Pyar Ki
Thukra Na Aarzo
Ek Bekarar Ki
Ek Bekarar Ki
Tuzko Kasam Armaano Ki
Jalte Hue Parvano Ki
Muskura Le

Mere Habib Aa
Dil Ke Karib Aa
Kismat Ka Gaur Le
Ae Khush Nasib Aa
Ye Hai Baat Isharo Ki
Kar Le Sher Nazaro Ki
Muskura Le

Tu Hai Tanhai Hai
Main Hu Angdai Hai
Ankho Me Neend Ki
Masti Si Chayi Hai
Ye Hai Ghadi Tadfane Ki
Dil Se Dil Takrane Ki
Muskura Le

Ankhon Ke Paimane Pee
Julfo Ke Saaye Mein Ji
Muskura Le
O Ho Ho Dil Laga Le
O Ho Ho Ho Matvale
Ho Matvale Matvale.

Share your thoughts

Geeta dutt, Best of geeta dutt, Hansraj behl, Mahipal, Best of habsraj behl, Geeta, Laal pari, Shakeela, Mastkalandr, Lakeerein, Asad bhopali, Indian songs, Dutt, Tiwari, Hafeez, Shevan, Shamshad, Kidar kapoor, Roy, Nc films, Hindi oldies, Hindi old is gold, Helen, Old is gold, Bollywood oldies