Ankhiyan Tarsan Lagi main to Lyrics | Boond Jo Ban Gaye Moti | Suman Kalyanpur | Satish Bhatia

Ankhiyan Tarsan Lagi main to Lyrics | Boond Jo Ban Gaye Moti | Suman Kalyanpur | Satish Bhatia

Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Main to pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Pi ke lagan ki mehandi rachayi laaz ke kajare se aakhiya sajai
Pi ke lagan ki mehandi rachayi laaz ke kajare se aakhiya sajai
Sar pe suhag ki chunari lahar ki man me sanse cham cham karte
Pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Preet ki payal pyar ka angna khn khn baje mora kangana
Preet ki payal pyar ka angna khn khn baje mora kangana
Puch rahi hai mathe ki bindiya kaahe churayi mori nindiya
Pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lag
Main to pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *