Ankhiya Haree Darshan Kee Pyasee Lyrics | Hari Ka Dhyaan Laga Man Mere (Bhajans) – Album | Mohammed Rafi

Ankhiya Haree Darshan Kee Pyasee Lyrics | Hari Ka Dhyaan Laga Man Mere (Bhajans) – Album | Mohammed Rafi

Ankhiya hari darshan ki pyasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi
Dekhyo chahat kamal nain ko
Dekhyo chahat kamal nain ko
Nis din rahat udasi
Ankhiya nis din rahat udasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi

Aaye udhav phir gaye aangan
Aaye udhav phir gaye aangan
Dari gaye gar phansi
Ankhiya hari darshan ki pyasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi

Kesar tilak motiyan ki mala
Kesar tilak motiyan ki mala
Vrindavan ko vasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi

Kahu ke man ki kou na jane
Logan ke man hasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi

Surdas prabhu tumhare darash bin
Surdas prabhu tumhare darash bin
Lehon karawat kasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi
Ankhiya hari darshan ki pyasi
Hari darshan ki pyasi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *