Angarey Lyrics  | Angarey | Ankkit Dev | Swarakshar Band

Angarey Lyrics | Angarey | Ankkit Dev | Swarakshar Band

Dekho yaaro jahan ke
Chehre sau hazaro dekhe hai
Lakho kanto se zyada
Chubhte do naato ke pehre hai
Dekho taaro se zyada
Chamke wo yaaro ke mele hai
Lakho waaro se zyada
Gehre do baato ke chehre hai
O samjhe kaha re
Ye khwab bechare
Wo jalte hai saare
Hai shole angarey

Jahan se ye jaana
Ke sab anjana
Befikre dhuni hai
Na apna thikana
Jahan se ye jaana
Ke sab thukrana hai
Jalte nashe me ye
Hai aye aye na na

Yeh na suraj ki aag
Na aandhi tufaane
Na lehro se sehme kinaare
Ego ke bhi baap
Attitude ke maare
Middle finger pe ye jahan re
Na na nana nanana na
Na nana nanana dekho.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *