Dekho yaaro jahan ke chehre
Sau hazaro dekhe hai
Lakho kanto se zyada chubhte
Do naato ke pehre hai
Dekho taaro se zyada chamke wo yaaro ke mele hai
Lakho waaro se zyada gehre do baato ke chehre hai
O samjhe kaha re
Ye khwab bechare
Wo jalte hai saare
Hai shole angarey
Jahan se ye jaana ke sab anjana
Befikre dhuni hai
Na apna thikana
Jahan se ye jaana ke sab thukrana hai
Jalte nashe me ye hai aye aye na na
Yeh na suraj ki aag
Na aandhi tufaane
Na lehro se sehme kinaare
Ego ke bhi baap
Attitude ke maare
Middle finger pe ye jahan re
Na na nana nanana
Na na nana nanana
Dekho

