Khata Nahi Meri Kuch Khata Nahi
Khamosh Rah Na Saka
Main Jane Kyu Pata Nahi
Ab Magar Ye Pura Hua Hai Qahar
Apni Hai Sham-o-sahar
Bhigi Hai Phir Kyu Najar
In Hawao Me Paav Rakhkar
Hum Aaj Udne Lage
Hath Ye Jo Uthe Yaha
Kai Khab Judne Lage
In Hawao Me Paav Rakhkar
Hum Aaj Udne Lage
Hath Ye Jo Uthe Yaha
Kai Khab Judne Lage
Andhero Ko Chirke
Aaj Roshni Ye Chali
Apno Ne Girah Khol
Di Duniya Lage Bharti
Khushiya Barasti Hai Yaha
Sab Dukh Purane Lage
Yu Muskurane Ki Chah Me
Kitne Zamane Lage
Sahmi Huyi Murade Kari Pahni Huyi
Khoya Hai Sara Jahan
Kaisi Ye Berahmi Huyi
Jee Gaye Dekha Tujhe To
Hum Jee Gaye
Najro Se Chhuke Tujhe
Hazaaro Gham Si Gaye
Jism Se Aaj Ruh Tak
Tujhme Sama Jayenge
Faaslo Ko Mita Ke Hum
Duniya Basa Jayenge
Jism Se Aaj Ruh Tak
Tujhme Sama Jayenge
Faaslo Ko Mita Ke Hum
Duniya Basa Jayenge
Andhero Ko Chirke
Aaj Roshni Ye Chali
Apno Ne Girah Khol
Di Duniya Lage Bharti
Khushiya Barasti Hai Yaha
Sab Dukh Purane Lage
Yu Muskurane Ki Chah Me
Kitne Zamane Lage
Andhero Ko Chirke
Aaj Roshni Ye Chali
Apno Ne Girah Khol
Di Duniya Lage Bharti
Khushiya Barasti Hai Yaha
Sab Dukh Purane Lage
Yu Muskurane Ki Chah Me
Kitne Zamane Lage
Andhero Ko Chirke
Aaj Roshni Ye Chali
Apno Ne Girah Khol
Di Duniya Lage Bharti
Khushiya Barasti Hai Yaha
Sab Dukh Purane Lage
Yu Muskurane Ki Chah Me
Kitne Zamane Lage
Andhero Ko Cheer Song Lyrics from the movie/album I - Proud To Be An Indian released in the year 2018 starring Sohail Khan, Heena Tasleem. The song Andhero Ko Cheer was sung by Kunal Ganjawala. This movie/album was directed by Puneet Sira. The music was given by Daboo Malik
Share your thoughts