Andekha Anjana Lyrics | Krishna Arjun | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Andekha Anjana Lyrics | Krishna Arjun | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Andekha anjana
Aaya kaisa din ye suhana
Andekha anjana
Aaya kaisa din ye suhana
Tum saamne ho
Dil geet mera gaane laga
Gaane laga
O piya kya keh diya
Sun ke nasha sa mujhe chhane laga
Andekha

Kabhi kabhi man chahta hai
Bandhan koi na rahe
Hai sabi dabi har baat dil ki
Manmeet se vo kahe
Kabhi kabhi man chahta hai
Bandhan koi na rahe
Hai sabi dabi har baat dil ki
Manmeet se vo kahe
Armaan hai machle hue
Saawan me jaise koi nadiya bahe
Andekha

Bhige bhige mausam ne kaisi
Man me laga di agan
Ae dhire dhire tan chumti hai
Khushbu me dubi pawan
Bhige bhige mausam ne kaisi
Man me laga di agan
Ae dhire dhire tan chumti hai
Khushbu me dubi pawan
Betaab hai
Ye dhadkane
Tum hi kaho kya karun
Ab main jatan

Andekha anjana
Aaya kaisa din ye suhana
Tum saamne ho
Dil geet mera gaane laga
Gaane laga
O piya kya keh diya
Sun ke nasha sa mujhe chhane laga
Andekha
Andekha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *