Allah Tala Bol Allah Tala Song Lyrics from the movie/album Kahin Hai Mera Pyar. The song Allah Tala Bol Allah Tala was sung by Kailash Kher. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Allah Tala Bol Allah Tala Lyrics

Mai Ek Farishta Tha Jannat Ka Rehane Wala
Kyu Tuneki Ijat Meri Kyu Jannat Se Nikala – 2
Allah Tala Bol Allah Tala – 2

Jo Phal Khana Tha Mana Usi
Ke Khane Ko Uksaya
Kaua Se Sohbat Karne Ka
Kisne Arman Jagaya
Majbur Milan Ko
Unhe Kisne Kar Dala
Allah Tala Bol Allah Tala

Aadam Ki Masla Dhuli Hui
Aur Bas Gai Duniya Sari
Jannat Ke Unh Do Phulo Ki Hai
Kitni Badi Phulwali
Mala Se Mala Bani Mala Se Mala
Allah Tala Samaj Allah Tala

Mitti Ke Insan Banaye
Phir Unme Dil Dhadkaye
Dil Me Khwaish Jagi
Khwaish Ne Sab Zulm Karaye
Khud Ko Na Sambhala Gaya
Khud Ko Na Sambhala
Allah Tala Samaj Allah Tala

Pagal Pan Ki Halat Me
Khud Pe Kabu Ko Nirakhta Hai
Diwana Phir Bhi Diwana Hai
Woh Kuch Bhi Kar Sakta
Nas Nas Me Jwala Jale Nas Nas Me Jwala
Allah Tala Are Allah Tala

Hatho Se Hotho Tak Aate
Jab Jam Phisal Jata Hai
(Tab Dil Vaishi Ho Jata Hai
Aur Khun Ubal Jata Hai) – (2)
Ekadhi Pyara Shrimane Ekadhi Pyara
Allah Tala Soch Allah Tala

Shaitan Tera Dushman Hai
Uss Par Tera Bas Nahi Chalta
Woh Diya Bujha Kar Kuch Hota
Jo Tufano Me Jalta
Ab Mai Zalim Ho Jau To
Tu Mujh Par Zulm Na Dhana
Tere Hi Kuch Intkam Mere Pichhe Mat Aana
Nahi Sunanewala
Mai Kuch Nahi Sunanewala
Allah Tala Bol Allah Tala – 2

Share your thoughts

Maher zain allahi allah kiya karo, Allahi allah kiya karo maher zain official video, Allahi allah kiya karo, Allahu allah kiya karo, Allah hi allah kiya karo, Allah hi allah kiya karo naat, Allah allah kiya karo, Allah hi allah, Allah hi allah kiya karo dukh na kisi, Farida jalal, Ravindra jain songs, Allah hoo allah hoo, Salam ya hussain, Ravindra jain, Tujhse naaraz nahin, Sahin chanchal new video, Khol de dil ki khidki palak, Chokher jole lyrics, Maher zain vocals only