Akela Lyrics | Aniket Chindak

Akela Lyrics | Aniket Chindak

Ek khwab tha jo tumne toda hai
Mujhse jo yun ye rasta moda hai
Ab darbadar main dhundhata hu sukoon
Tum jo na ho main kisse ye kahun

Akela main akela hu
Akela main akela kyun

Ye manzile kho gayi hai kaha
Meri khwahishein bikhari hai har jagah
Tere kadmo ke nishan ki talash hai
Tere chehre ki ek zalak hi bas hai

Kismato se main lada hun
Kaanto par yunhi khada hun
Chikhein meri kaano mein
Kya sunn raha hai tu

Akela main akela hu
Akela main akela kyun
Akela main akela hu
Akela main akela kyun.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *