Akela Hoon Main Hamsafar Dhoondhta Hoon Lyrics | Jaal | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Akela Hoon Main Hamsafar Dhoondhta Hoon Lyrics | Jaal | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

(akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon) – (2)
Kisi ?? shaame sehar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai – (2)
Magar mere pehalu mein koyi nahi hai – (2)
Mohabbat bhari ik najar dhudata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Mere dil mein aaja nigaahon mein aaja – (2)
Mohabbat ki rangin raahon mein aaja – (2)
Tujhiko ko main o bekhar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Ke dar jaau viraan hai mri raahein – (2)
Kisiko na apna saki meri aahein – (2)
Main aahone mein apani asar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon
Kisi ?? shaame sehar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

MovieJaal
SingerMohammed Rafi
DirectorMoni Bhattacharya
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Star CastBiswajeet, Mala Sinha, Sujit Kumar, Nirupa Roy, Tarun Bose, Helen, Asit Sen, Jagdish Raaj, Johnny Walker, Niranajan Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *