Ajnabi Ban Ke Song Lyrics from the movie/album Mujhe Seene Se Laga Lo released in the year 2015 starring Meena Rai, Sarita. The song Ajnabi Ban Ke was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Datta Dharmadhikari. The music was given by Hansraj Behl. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ajnabi Ban Ke Lyrics

Ajnabi Ban Ke Aaj Kaha Jata Hai
Aaj Kaha Jata Hai
Leke Hajaro Gam Ke Nisha Jata Hai
Aaj Kaha Jata Hai

Maang Mein Dal Ke Sindur
Ki Lali Ab Tak
Teri Yaado Mein Tadapta Hai
Koi Shamo Sahar
Jisko Baho Mein Jhulane Ki Tamana
Thi Tujhe
Aaj Hai Gair Ke Bas Mein
Wo Tera Lakhte Jigar
Aaj Hai Gair Ke Bas Mein
Wo Tera Lakhte Jigar
Gair Ke Sath Wo Tera Nisha Jata Hai
Aaj Kaha Jata Hai
Ajnabi Ban Ke Aaj Kaha Jata Hai
Aaj Kaha Jata Hai

Yu Bhatakta Hi Rahega
Tu Kaha Tak Itna Nada
Sath Denge Ye Kaha Tak
Tere Majbur Kadam
Maut Saye Ki Tarha Pichha
Karegi Tera
Zindagi Tujhse Pareshan
Rahegi Hardam
Zindagi Tujhse Pareshan
Rahegi Hardam
Maut Ko Sath Liye Tu Kaha Jata Hai
Aaj Kaha Jata Hai
Ajnabi Ban Ke Aaj Kaha Jata Hai
Aaj Kaha Jata Hai

Tune Jis Aag Ko Sine Se Laga Rakha
Tu Usi Aag Ko Sine Se Alhada Kar Le
Ye Teri Ruh Tera Jism Jala Dalenge
In Bahakte Hue Sholo Se Kinara Kar Le
Tu Kinara Kar Le Tu Kinara Kar Le
Tu Kinara Kar Le, Tu Kinara Kar Le.

Share your thoughts

Mahendra kapoor, Mujhe seene se laga lo, Mujhe seene se laga lo (1969), Randhir kapoor songs, Music video with lyrics, Tere liye palkon ki jhalar bunu lyrics, Jaikishan naushad vinod hansraj sardul kwatra s mohinder rafi, Neele neele ambar par, Dil ke tukde tukde karke lyrics, Kapoor, Lyrics of dil ke tukde tukde karke, Shammi kapoor songs, Amrita, Ajnabee ban ke aaj kahan jata, Mera sanam sabse pyara hai, Bollywood romantic scenes, Dil ka kya kasoor