Ajab Khel Hai Tera Zalim Zamana Lyrics | Fariyaadi | Pramodini Desai | B N Bali

Ajab Khel Hai Tera Zalim Zamana Lyrics | Fariyaadi | Pramodini Desai | B N Bali

Ajab khel hai tera jalim jamana
Kisi ko hasana kisi ko rulana
Ajab khel hai tera jalim jamana
Kisi ko hasana kisi ko rulana
Ajab khel hai

Kahi tune ujade huye ghar basaye
Kahi tune ujade huye ghar basaye
Kisi ko kahi kar diya bethikana
Kar diya bethikana
Ajab khel hai tera jalim jamana
Kisi ko hasana kisi ko rulana
Ajab khel hai

Kisi ko to di tune duniya ki daulat
Kisi ko to di tune duniya ki daulat
Kisi ko diya aansuo ka khajana
Kisi ko diya aansuo ka khajana
Aansuo ka khajana
Ajab khel hai tera jalim jamana
Kisi ko hasana kisi ko rulana
Ajab khel hai

Tera bhed ab tak na paya kisi ne
Tera bhed ab tak na paya kisi ne
Kisi ne na samjha kisi ne na jana
Haye kisi ne na jana
Ajab khel hai tera jalim jamana
Kisi ko hasana kisi ko rulana
Ajab khel hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *