Ajab Hamari Hai Zindagani Lyrics  | Kabhi Andhera Kabhi Ujala | Kishore Kumar, Nutan | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Ajab Hamari Hai Zindagani Lyrics | Kabhi Andhera Kabhi Ujala | Kishore Kumar, Nutan | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Ajab hamari hai zindagani
Kabhi andhera kabhi ujala
Hai dardo gam kee yeh ik kahani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi hai milana kabhi bichhadana
Kabhi hai rona kabhi hai gana
Hai khwab aisa yeh jindagani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi toh mausam judayi kaa hai
Kabhi hain ghadiya najar milan kee
Hai gam dilo par toh aani jani
Kabhi andhera kabhi ujala.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *