Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota Lyrics | Rare Gems (Jagjit Singh) | Chitra Singh

Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota Lyrics | Rare Gems (Jagjit Singh) | Chitra Singh

Ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
Ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
Kabhi jaan sadke hoti
Kabhi dil nisaar hota

Na maja hain dushmani mein
Na hain luft dosti mein
Na maja hain dushmani mein
Na hain luft dosti mein
Koi gair gair hota
Koi yaar yaar hota
Koi gair gair hota
Koi yaar yaar hota

Ye maja tha dillagi ka
Ke barabar aag lagti
Ye maja tha dillagi ka
Ke barabar aag lagti
Na tumhe qaraar hota
Na hume qaraar hota
Na tumhe qaraar hota
Na hume qaraar hota

Tere waade par sitamgar
Abhi aur sabr karte
Tere waade par sitamgar
Abhi aur sabr karte
Agar apni zindagi ka hume aitbaar hota
Agar apni zindagi ka hume aitbaar hota
Ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *