Etbar nahi karna
Intazaar nahi karna
Etbar nahi karna
Intazaar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

Ikrar nahi karna
Jan nisaar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Manzile bichad gayi raste bhi kho gaye
Aaye phir na laut ke jo divane ho gaye
Chahto ki bebasi duriyo ke gam mile
Beqarariya mili chain yar kam mile
Beqarar nahi karna
Intazar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Koi to wafa kare koi to jafa kare
Kisko hai pata yaha kaun kya khata kare
Aisa na ho ishk me koi dil ko tod de
Bich raah me sanam tera sath chhod de
Izhar nahi karna
Intzar nahi karna
Had se bhi jyada tumkisi se pyar nahi karna