Aisi Jaldi Bhi Kya Hai Sanam Lyrics | Professor Ki Padosan | Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy | R D Burman

Aisi Jaldi Bhi Kya Hai Sanam Lyrics | Professor Ki Padosan | Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy | R D Burman

Aisi jaldi bhi kya hai sanam
Jara athrah ki hone to do
Ho aisi jaldi bhi kya hai sanam
Jara athrah ki hone to do
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Jo kahoge ji mangungi wo
Jara athrah ki hone to do

Ho aisi jaldi bhi kya hai sanam
Jara athrah ki hone to do
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Jo kahoge ji mangungi wo
Jara athrah ki hone to do

In isharo se mujhko na bahkaiye
Meri bali umar pe raham khaiye
In isharo se mujhko na bahkaiye
Meri bali umar pe raham khaiye
Waqt aane pe mai paas aa jaungi
Dur se hi abhi saukh farmaiye
Aapse hai meri iltiza
Aise has has ke mat jaan lo
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Jo kahoge ji mangungi wo
Jara athrah ki hone to do

Abhi phulo pe wo rang aaya nahi
Nasha chadti jawani ka chhaya nahi
Abhi phulo pe wo rang aaya nahi
Nasha chadti jawani ka chhaya nahi
Aap inko meri berukhi na kahe
Haal-e-dil aapse to chhupaya nahi
Aur bhi aayega phir maza
Aur thodi si dhiraj dharo
Aur bhi aayega phir maza
Aur thodi si dhiraj dharo
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Ha abhi darti hu mai wada karti hu mai
Jo kahoge ji mangungi wo

Jara athrah ki hone to do
Ho aisi jaldi bhi kya hai sanam
Jara athrah ki hone to do
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Abhi darti hu mai wada karti hu mai
Jo kahoge ji mangungi wo
Jara athrah ki hone to do

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *