Aise Mili Nigaahein Song Lyrics from the movie/album Daraar released in the year 2016 starring Arbaaz Khan, Juhi Chawla. The song Aise Mili Nigaahein was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Abbas-Mustan. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Rani Malik. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Aise Mili Nigaahein Lyrics

Aise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se
Aise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se
Dil Ho Gaya Hai Ghayal
Dil Ho Gaya Hai Ghayal
Aanhko Ki Chot Se
Kaise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se
Kaise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se
Dil Ho Gaya Hai Ghayal
Ha Ho Gaya Hai Ghayal
Aanhko Ki Chot Se

Najuk Sa Ek Ishara Kya Kam Kar Gaya
Bejan Dhadkano Me Wo Jan Bhar Gaya
Tum Mano Ya An Mano Mujhe Etbar Hai
Jise Chot Hamne Samjha Wohi To Pyar Hai
Sach Hai Ke Ye Hamari Najro Ki Bhul Hai
Fir Bhi Ye Chot Dil Ko Haskar Kabul Hai
Sach Hai Ke Ye Hamari Najro Ki Bhul Hai
Fir Bhi Ye Chot Dil Ko Haskar Kabul Hai
Haskar Kabul Hai
Aao Karenge Milke Aankho Ka Sukhriya
Ik Pal Nahi Jinhone Ashiq Bana Diya
Aise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se
Dil Ho Gaya Hai Ghayal
Aanhko Ki Chot Se

Ye Hale Dil Tumhe Mai Kaise Karu Baya
Bilkul Nayi Hai Dunia Ham Aa Gaye Jaha
Ha Is Chot Ka Hua Hai Dekho Kya Asar
Betab Hai Tamanna Bechain Hai Najar
Aye Jakham Dene Wale Dedo Tumhi Dawa
Marhum Lagado Ispe Ab Apne Pyar Ka
Aye Jakham Dene Wale Dedo Tumhi Dawa
Marhum Lagado Ispe Ab Apne Pyar Ka
Ab Apne Pyar Ka
Kitna Hai Khubsurat Chahat Ka Ye Sitam
Dekho Yahi Dua Hai Ab Dard Ye Na Ho Kam
Aise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se
Dil Ho Gaya Hai Ghayal
Aanhko Ki Chot Se
Aise Mili Nigahe Parde Ki Oot Se.

Share your thoughts

Anu malik, Kumar sanu, Aise mili nigaahein (kumar sanu & alka yagnik, Juhi chawla, Alka yagnik, Daraar juhi chawla, Kumar sanu & alka yagnik, Daraar, Aise mili nigaahein (kumar sanu, Aisi mili nigahen - song status | daraar | rishi kapoor & juhi chawla | pj creation 2021, Music : anu malik lyrics : rani malik, Kumar sanu songs, Aisi mili nigahen daraar, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Kumar sanu and alka yagnik, Arbaaz khan