Aise Hi Kya Ho Gaya Lyrics  | Pasand Apni Apni | Ashok Kumar, Mithun Chakraborty | Anjaan, Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya

Pyar ka wo shama kab kaha kho gaya

Anjan raho me kyun milte hai do ajnabi
Ek pal me ban jaye kyun ek duje ki jindagi

Jo nahi hona tha wo yaha ho gaya
Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya

Sathi bichad jate hai kis mod pe chod ke
Sapne bikhar jate hai masum dil tod ke

Jal gayi do jaha sab dhua ho gaya
Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
Pyar ka wo shama kab kaha kho gaya
Aisa to socha na tha
Aisa to socha na tha.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *