Aisa Toh Socha Na Tha Lyrics | Victory | K. K. | Anu Malik

Aisa Toh Socha Na Tha Lyrics | Victory | K. K. | Anu Malik

Ae saawara
Saawara
Ae saawara
Aisa to socha na tha
Aisa bhi ho jaayega
Ye mujhse kya ho gaya
Ye maine kya kar diya
Dhua dhua hai har jagah
Aankhon mein jaane ye kaisa andhera ghula
Anjaan hai aasmaan
Aisa to socha na tha
Bikhare pade hai tut ke
Chaaha tha kya aur kya hua

Meri ye jaan mera jahaan
Sub kuchh mujhe tune diya
Thokar lagi mujhko kabhi
Badh ke mujhe thaam liya
Meri ye jaan mera jahaan
Sub kuchh mujhe tune diya
Bejaar hai ye soch ke
Tere liye bana baddua

Aisa to socha na tha
Aisa bhi ho jaayega
Ye mujhse kya ho gaya
Ye maine kya kar diya
Dhua dhua hai har jagah
Aankhon mein jaane ye kaisa andhera ghula
Anjaan hai aasmaan
Aisa to socha na tha
Bikhare pade hai tut ke
Chaaha tha kya aur kya huaa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *