Agar Pyar Na Kiya Lyrics  | Jeeo Shaan Se | Dharmendra, Ayub Khan | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Satish Bhatia

Agar Pyar Na Kiya Lyrics | Jeeo Shaan Se | Dharmendra, Ayub Khan | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Satish Bhatia

Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Dil ye kisi ko na diya
Dil ye kisi ko na diya
To phir kya diya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam

Ye betabi ki khushbu mein
Hai jo nasha
Ye betabi ki khushbu mein
Hai jo nasha
Wo dil walo ko
Matwalo ko hai bas pata
Baho mein leke apne sajan ko
Jo duniya mein na jiya
To phir kya jiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam

Ye deewanapan dil har ke hi mile
Ye deewanapan dil har ke hi mile
Ye madhoshi to ja war ke hi mile
Dub ke dilbar ki sanso mein
Jisne maza na liya
To phir kya liya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *