Agar Insan Me Himmat Ho To Lyrics | Jungle Princess | Sardar Mansoor | Maadhulal Damodar Master

Agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

Jo hai marde jamana aafato se darr nahi sakta

Agar takdeer ki mehfil me ho takdeer ka sathi

Vo pyala kaun sa pyala hai ke jo dhar nahi sakta
Vo pyala kaun sa pyala hai ke jo dhar nahi sakta
Agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

Fiza per jiska jina sahadat jiska marna hai

Vo mar jata hai lekin naam uska mar nahi sakta
Vo mar jata hai lekin naam uska mar nahi sakta
Agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

Tu apni raah chalta ja na darr tokar se ae bande
Khuda jiska sahara hai khuda jiska sahara hai
Bashar vo gir nahi sakta khuda jiska sahara hai
Bashar vo gir nahi sakta
Agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta
Agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *