Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate Song Lyrics from the movie/album Raat Ke Andhere Mein released in the year 2016 starring Mohan Choti, Dev Dutt. The song Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Mohan. The music was given by Prem Dhawan. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate Lyrics

Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate
Khuda Ki Kasam Hum Mohabbat Na Karte
Jo Maloom Hota Yeh Anjaam E Ulfat To
Dil Ko Lagaane Ki Zurrat Na Karte
Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate
Khuda Ki Kasam Hum Mohabbat Na Karte

Jinhe Tumne Samjha Meri Bewafai
Meri Zindagi Ki Wo Majbooriyaan Thi
Jinhe Tumne Samjha
Hamari Mohabbat Ka Ik Inthaan Tha
Yeh Do Din Ki Thodi Jo Dooriyan Thi
Jo Dooriyan Thi
Agar Sacchi Hoti Mohabbat Tumhari To
Ghabra Ke Tum Yun Shikayat Na Karte
Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate
Khuda Ki Kasam Hum Mohabbat Na Karte

Jo Hum Pe Hai Guzri Hami Jaante Hain
Sitam Kaun Sa Hai Nahi Jo Uthaya
Jo Hum Pe Hai Guzri
Nigaho Main Phir Bhi Rahe Teri Surat
Har Ik Saans Main Tera Paigaam Aaya
Paigaam Aaya
Agar Jaante Tum Hi Ilzaam Doge To
Bhoole Se Bhi Tumko Ulfat Na Karte
Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate
Khuda Ki Kasam Hum Mohabbat Na Karte.

Share your thoughts

Agar bewafa tujhko pahechan jate, Prem dhawan, Ae mere pyare watan aye mere bichhade chaman, Raat ke andhere mein, Mohammed rafi lata mangeshkar songs, Raat ke andhere me, Mohammed rafi, Mohammad rafi, Mohammad rafi songs, Lyrics, Aye mere pyare watan, Patriotic indian songs, Pranav chandran official, Sacchi mohabbat manmarziyaan, Sacchi mohabbat song manmarziyaan, Sacchi mohabbat video song manmarziyaan, Old hindi romantic songs, Pranav chandran new song