Afsaana Suno Afsaana Dilwaalon Ka Afsaana Lyrics | Afsana Dilwalon Ka | Udit Narayan | Shyam Surender

Afsaana Suno Afsaana Dilwaalon Ka Afsaana Lyrics | Afsana Dilwalon Ka | Udit Narayan | Shyam Surender

Saathiyo
Yeh haar aur jeet hai
Bekar dosto
Is jindagi ka raaj hai
Bas pyar dosto
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Chahat ke dhago se buna hai
Chahat ke dhago se buna hai
Iska taana baana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana

Har bela milan ki bela
Yaha dilwalo ka mela
Har bela milan ki bela
Yaha dilwalo ka mela
Shagird koi ranjha ka
Majnu ka koi chela
Har aashiq hai sultan yaha
Har aashiq hai sultan yaha
Har mashuka sultana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana

Har bhor hai bhor suhaani
Har raat hai raat ki raani
Har bhor hai bhor suhaani
Har raat hai raat ki raani
Panghat pe dhum machaye
Yaha allad shok jawaani
Dharti ambar khulke yaha
Dharti ambar khulke yaha
Milte hai gale rojaana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana

Yeh pir baba ki kurbat
Hai gaav me iski shohrat
Yeh pir baba ki kurbat
Hai gaav me iski shohrat
Hum jaise dilwalo par
Rehmat hai khuda ki rehmat
Aao inhe hum pesh kare
Aao inhe hum pesh kare
Phulo ka najraana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Chahat ke dhago se buna hai
Iska taana baana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana
Afsana suno afsana
Dilwalo ka afsana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *