Afreen Afreen Song Lyrics from the movie/album Coke Studio Pakistan – Season 9 (2016) released in the year 2016 starring Qurat-ul-Ain Balouch, Junaid Khan. The song Afreen Afreen was sung by Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Khan. The music was given by Faakhir Mehmood

Afreen Afreen Lyrics

Aisa Dekha Nahi Khoobsurat Koi,
Jism Jaise Ajanta Ki Murat Koi,
Jism Jaise Nigahon Pe Jadoo Koi,
Jism Nagma Koi Jism Khushboo Koi,

Jism Jaise Mehakti Hui Chandni,
Jism Jaise Machalti Hui Ragini,
Jism Jaise Ke Khilta Hua Ik Chaman,
Jism Jaise Ke Suraj Ki Pehli Kiran,

Jism Tarsha Hua Dilkasho Dilnashin,
Sandli Sandli Marmari Marmari,

Jane Kaisi Bandhi Tune Akhiyon Ki Dor,
Mann Mera Khicha Chala Aaya Teri Aor,
Mere Chehre Ki Subah Zulfon Ki Sham,
Mera Sab Kuch Hai Piya Ab Se Tere Naam,

Nazron Ne Teri Chhua Toh Hai Ye Jadoo Hua,
Hone Lagi Hoon Main Haseen,

Afreen Afreen Afreen,
Afreen Afreen Afreen,
Afreen Afreen Afreen,
Afreen Afreen Afreen,

Chehra Ik Phool Ki Tarah Sharab Hai,
Chehra Uska Hai Ya Koi Mehtaab Hai,
Chehra Jaise Ghazal Chehra Jaane Ghazal,
Chehra Jaise Kalli Chehra Jaise Kanwal,

Chehra Jaise Tasavur Bhi Tasveer Bhi,
Chehra Ik Khaab Bhi Chehra Tabeer Bhi,
Chehra Koi Aliflailvi Dastaan,
Chehra Ik Pal Yakeen Chehra Ik Pal Gumah,

Chehra Jaisa Ke Chehra Kahin Bhi Nahi..,
Mahrooh Mahrooh Mehjabin Mehjabin,

Usne Jaana Ki Tareef Mumkin Nahi,
Usne Jaana Ki Tareef Mumkin Nahi,
Afreen Afreen Afreen Afreen,
Tu Bhi Dekhe Agar Toh Kahe Humnashin,
Afreen Afreen Afreen Afreen,

Afreen..afreen..

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Coke studio season 9, Afreen afreen, Rahat fateh ali khan, Momina mustehsan, Coke studio pakistan, Afreen afreen rahat fateh ali khan, Afreen afreen reaction, Rahat and momina coke studio, Afreen afreen momina, Coke studio, Afreen afreen coke studio, Afreen afreen coke studio reaction, Afreen afreen| rahat fateh ali khan & momina mustehsan, Afreen afreen momina mustehsan, Momina mustehsan songs, Afreen rahat, Afreen afreen coke studio episode 2 season 9