Afreen Afree Lyrics | Sangam | Nusrat Fateh Ali Khan | Nusrat Fateh Ali Khan

Afreen Afree Lyrics | Sangam | Nusrat Fateh Ali Khan | Nusrat Fateh Ali Khan

Husne jana ki tarif mumkin nahin
Aafree aafree aafree aafree
Tu bhi dekhe agar to kahe humnashi
Aafree aafree aafree aafree
Husne jana ki tarif mumkin nahin
Husne jana ki tarif mumkin nahin

Aisa dekha nahin khubsurat koi
Jism jaise ajanta ki murat koi
Jism jaise nigahon pe jadu koi
Jism nagma koi
Jism khushbu koi
Jism jaise machalti huyi raagni
Jism jaise mehakti bujhi chandni
Jism jaise ke khilta hua ek chaman
Jism jaise ke sooraj ki pehli kiran
Jism tersha hua dikasho dilnashin
Sandali sandali marmari marmari
Sandali sandali marmari marmari

Aafree aafree aafree aafree
Aafree aafree aafree aafree
Aafree aafree aafree aafree

MovieSangam
SingerNusrat Fateh Ali Khan
Music ComposerNusrat Fateh Ali Khan
LyricistJaved Akhtar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *