Aey Mere Majnu Song Lyrics from the movie/album Naqab Posh released in the year 2015 starring Manhar Desai, Chitra. The song Aey Mere Majnu was sung by G. M. Durrani, Shamshad Begum. This movie/album was directed by Ram Pahwa. The music was given by Dhumi Khan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aey Mere Majnu Lyrics

Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De
Kis Tarah Dil Ka Kabutar
Aashiyaana Chhhod De
Kis Tarah Dil Ka Kabutar
Aashiyaana Chhhod De Haaye
Aashiyaana Chhhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De

Aisi Waisi Baat Keh Di
To Machaa Dungi
Main Shor Macha Do
Aisi Waisi Baat Keh Di
To Machaa Dungi Main Shor
Haaye Allah Mujhko Raste
Haaye Allah Mujhko Raste
Mein Sataana Chhod De
Haaye Sataana Chhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De

Phaphadaa Kar Khaa Ke Gash
Aage Tere Gir Jaaunga Achcha
Phaphadaa Kar Khaa Ke Gash
Aage Tere Gir Jaaunga
Aey Meri Banduk
Tu Mera Nishaana Chhod De
Aey Meri Banduk
Tu Mera Nishaana Chhod De
Mera Nishaana Chhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De

Is Tarah Mat Dekh
Darr Lagta Hai Mujhko Pyaar Se
Is Tarah Mat Dekh
Darr Lagta Hai Mujhko Pyaar Se
Keh Diya Hai Sau Dafa Haaye
Keh Diya Hai Sau Dafa
Nazren Ladaana Chhod De
Nazren Ladaana Chhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De

Shukr Karta Hun Ke
Majnu Ne Tujhe Dekha Nahi
Waaqai Shukr Karta Hun Ke
Majnu Ne Tujhe Dekha Nahi
Dekh Le To Ishq Laila Se
Ladaana Chhod De
Dekh Le To Ishq Laila Se
Ladaana Chhod De
Laila Se Ladaana Chhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De
Kis Tarah Dil Ka Kabutar
Aashiyaana Chhhod De
Aey Mere Majnu Meri Galiyon
Mein Aana Chhod De.

Share your thoughts

Shamshad begum and g m durrani, Best of shamshad begam and g m durrani, Best of meena kumari and manhar desai, Manhar desai, Pagdi pehan ke turredar akadta kyun hai, Madan mohan dhun (1953) kaif irfani, Kahan chali re kahan chali, Gm durrani, G. m. durrani, Best of madan mohan, Lyrics, Madan mohan, Khayyam gul sanovar (1953) kaif irfani, Radha rani, Rajesh khanna, Rajesh khanna songs, Best of raja mehdi ali khan, Asha bhosle song, Mushtaq hussain, Movies heritage