Ae Tu Kya Hai Song Lyrics from the movie/album Khoon Ki Takkar released in the year 2018 starring Vinod Mehra, Zarina Wahab. The song Ae Tu Kya Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Harish Chawla. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Verma Malik

Ae Tu Kya Hai Lyrics

Ae Tu Kya Hai Tujh Jaise Kai
Is Pyar Ke Khatir Rote Hai
Ae Tu Kya Hai Tujh Jaise Kai
Is Pyar Ke Khatir Rote Hai
Mere Ik Paanv Ki Thokar Se
Mere Ik Paanv Ki Thokar Se
Kai Aashiq Paida Hote Hai
Ae Tu Kya Hai Tujh Jaise Kai
Is Pyar Ke Khatir Rote Hai
Ah Tu Kya Hai

Mere Husn Pe Likh Gaye Afsane
Kai Firte Hai Ban Ban Diwane
Mere Husn Pe Likh Gaye Afsane
Kai Firte Hai Ban Ban Diwane
Ik Naaz Bhari Jo Najar Uthi To
Tut Gaye Kai Paimane
Kai Apni Mithi Nindo Me Mere Hi Khab Pirote Hai
Kai Apni Mithi Nindo Me Mere Hi Khab Pirote Hai
Mere Ik Paanv Ki Thokar Se
Mere Ik Paanv Ki Thokar Se
Kai Aashiq Paida Hote Hai
Ae Tu Kya Hai Tujh Jaise Kai
Is Pyar Ke Khatir Rote Hai
Ah Tu Kya Hai

Main Kabse Khadi Teri Raaho Me
Ha Utra Ja Tu Meri Nigaho Me
Main Kabse Khadi Teri Raaho Me
Ha Utra Ja Tu Meri Nigaho Me
Jalte Hai Log To Jalne De Tu
Bharle Mujhko Baaho Me
Jo Shamma Pe Mit Jate Hai
Wo Hi Parwane Hote Hai
Jo Shamma Pe Mit Jate Hai
Wo Hi Parwane Hote Hai
Mere Ik Paanv Ki Thokar Se
Mere Ik Paanv Ki Thokar Se
Kai Aashiq Paida Hote Hai
Ae Tu Kya Hai Tujh Jaise Kai
Is Pyar Ke Khatir Rote Hai
Ah Tu Kya Hai

Share your thoughts

Bhosle, Asha bhosle songs, Asha bhosle, Sonik omi songs, Madhosh dil ki dhadkan lyrics, Asha bhosle rare song, Asha bhosle (musical artist), Thodi si jo pee li hai song lyrics in english, Thodi si jo pee li hai lyrics, Bhakto ki bhakti mein shakti song lyrics, Lyrics of thodi si jo pee li hai, Thodi si jo pee li hai lyrics in hindi, Teri umeed tera intezaar lyrics song, Sudesh bhonsle songs, Takkar, Lyrics, Sonik omi, Mohammad rafi bhajan lyrics, Khoon