Ae Sanam Aaj Lyrics  | Jahan Ara | Bharat Bhushan, Mala Sinha | Lata Mangeshkar, Talat Mahmood | Madan Mohan Kohli

Ae Sanam Aaj Lyrics | Jahan Ara | Bharat Bhushan, Mala Sinha | Lata Mangeshkar, Talat Mahmood | Madan Mohan Kohli

Ae sanam
Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Ae sanam aaj yeh qasam khayein

Mudke abb dekhane ka nam na le
Pyar ki wadiyo me kho jaye

Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Fasale pyar ke mita dale

Aur duniya se door ho jaye
Ae sanam aaj yeh qasam khayein

Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge
Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge

Aasmano se yeh rangin payaam aayenge
Tera jalwa hain jaha, meri jannat hain waha

Tere hotho ki hasin, sau baharo ka samaan
Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Fasale pyar ke mita dale

Aur duniya se door ho jaye
Ae sanam aaj yeh qasam khayein

Apna iman fakata, apani mohabbat hogi
Har ghadi ishq ki ek taaja kayamat hogi

Dekhakar range wafa, muskurayega khuda
Aur sochega jara, ishq kyo paida kiya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *