Ae Pyase Dil Bejubaan Tujhko Le Song Lyrics from the movie/album Begunah released in the year 2015 starring Kishore Kumar, Shakila. The song Ae Pyase Dil Bejubaan Tujhko Le was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Narendra Suri. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). The music rights for song purely belongs to Saregama

Ae Pyase Dil Bejubaan Tujhko Le Lyrics

Ae Pyase Dil Bezuban
Tujhko Le Jau Kaha
Ae Pyase Dil Bezuban
Tujhko Le Jau Kaha
Aa Aag Ko Aag Me Dhal
Ke Kab Tak Ji Behlayega
Ai Pyase Dil Bejuban

Ghata Jhuki Aur Hawa Chali
Toh Hamne Kisi Ko Yad Kiya
Chahat Ke Virane Ko Unake
Ghum Se Aabad Kiya
Ghata Jhuki Aur Hawa Chali
Toh Hamne Kisi Ko Yad Kiya
Chahat Ke Virane Ko Unake
Ghum Se Aabad Kiya
Ai Pyase Dil Bejuban
Mausam Ki Yeh Mastiya Aa
Aag Ko Aag Me Dhal Ke
Kab Tak Ji Bahalayega
Ai Pyase Dil Bejuban

Tare Nahi Angare Hain Woh
Abb Chand Bhi Jaise Jalta Hai
Nind Kaha Sine Pe Koyi
Bhari Kadmo Se Chalata Hai
Tare Nahi Angare Hain Woh
Abb Chand Bhi Jaise Jalta Hai
Nind Kaha Sine Pe Koyi
Bhari Kadmo Se Chalata Hai
Ai Pyase Dil Bejuban
Dard Hai Teri Dastan Aa
Aag Ko Aag Me Dhal Ke
Kab Tak Ji Bahalayega
Ai Pyase Dil Bejuban

Kaha Woh Din Abb Kaha
Woh Rate Tum Ruthe Kismat Ruthi
Gair Se Bhed Chhupane Ko
Ham Hasate Phire Hansi Jhuthi
Ai Pyase Dil Bejuban Lut
Ke Raha Tera Jahan Aa
Aag Ko Aag Me Dhal Ke
Kab Tak Ji Bahalayega
Ai Pyase Dil Bejuban.

Share your thoughts

No Keywords