Ae nigah-e-yar ae ae nigah-e-yar
Tera shukriya tera shukriya kar diya bimar
Kar diya bimar tera shukriya shukriya
Ae nigah-e-yar
Lutne wale mera sabr aur karar
Lutne wale mera sabr aur karar
Shukriya tera sau bar shukriya shukriya
Ae nigah-e-yar
Tu hi meri bekashi ka dost hai
Tu hi meri bekashi ka dost hai
Ae khyale yar ae khyale yar
Tera shukriya shukriya
Ae nigah-e-yar
Jindagi ban jata
Jo tune barbad ki
Ishq ka aabhar tera shukriya shukriya
Ae nigah-e-yar

