Ae Kisano Yeh Dharti Tumhari Song Lyrics from the movie/album Ganwaar released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Vyjayantimala. The song Ae Kisano Yeh Dharti Tumhari was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Naresh Kumar. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Ae Kisano Yeh Dharti Tumhari Lyrics

Ae Kisano Ye Dharti Tumhari Hain Maa
Zindagi Me Koi Maa Se Pyara Nahi
Meri Aawaz Sunlo Mere Saathiyon
Phir Na Kahna Ki Tumko Pukara Nahi
Aao Mere Saathiyon
Aao Mere Saathiyon
Aao Re Saathi
Aao Re Saathi
Aao Re Saathi
Aao Re Bandhu
Aao Re Bandhu
Aao Re Bandhu

Wo Kaun Hain Jo Maa Ki Tarah Naaj Uthaye
Palkon Pe Bithaye
Dede Ke Lahu Apna Jo Faslon Ko Ugaaye
Kheto Ko Hansaaye
Yahi Dharti Yahi Dharti
Yahi Dharti Yahi Dharti
Wo Kaun Hain Jo Maa Ki Tarah Naaj Uthaye
Palkon Pe Bithaye
Dede Ke Lahu Apna Jo Faslon Ko Ugaaye
Kheto Ko Hansaaye
Yahi Dharti Yahi Dharti
Yahi Dharti Yahi Dharti

Itna Bada Sansaar Kaho Khaye Kahan Se
Jeene Ke Ye Samaan Bhala Aaye Kahan Se
Jeene Ke Ye Samaan Bhala Aaye Kahan Se
Insaan Ye Heere Ye Moti Ye Jawahar
Paayein To Hain Mehnat Se Magar Paayein Kahan Se
Paayein To Hain Mehnat Se Magar Paayein Kahan Se
Wo Kaun Hain Jo Khush Hoke Jo Dhan Apna Lutaaye
Kuch Bhi Na Chhupaye
Yahi Dharti Yahi Dharti
Wo Kaun Hain Jo Maa Ki Tarah Naaj Uthaye
Palkon Pe Bithaye
Yahi Dharti Yahi Dharti

Garmi Ho Ya Sardi Kabhi Hoti Nahi Bekal
Chupchap Saha Karti Hain Barsaat Ka Jal Thal
Chupchap Saha Karti Hain Barsaat Ka Jal Thal
Khud Mit Ke Ise Aata Hain Auro Ko Banana
Kuch Bhi Na Kahe Chhati Pe Din Raat Chale Hal
Kuch Bhi Na Kahe Chhati Pe Din Raat Chale Hal
Bhukha To Uthaaye Kabhi Bhukha Na Sulaaye
Paapo Se Bachaaye
Yahi Dharti Yahi Dharti
Wo Kaun Hain Jo Maa Ki Tarah Naaj Uthaye
Palkon Pe Bithaye
Yahi Dharti Yahi Dharti

Dharti Ki Aisi Dhul Me Jivan Hain Sabhi Ka
Deti Hain Ye Paigaam Zamane Ko Khushi Ka
Deti Hain Ye Paigaam Zamane Ko Khushi Ka
Chandan Ko Jo Sharmayein Yahi To Hain Wo Maati
Is Maati Se Maathe Pe Lagake Chalo Tika
Is Maati Se Maathe Pe Lagake Chalo Tika
Wo Kaun Hain Aakash Jise Chumne Aaye Sine Se Lagaye
Yahi Dharti Yahi Dharti
Wo Kaun Hain Jo Maa Ki Tarah Naaj Uthaye
Palkon Pe Bithaye
Dede Ke Lahu Apna Jo Faslon Ko Ugaaye
Kheto Ko Hansaaye
Yahi Dharti Yahi Dharti
Yahi Dharti Yahi Dharti
Yahi Dharti Yahi Dharti
Yahi Dharti Yahi Dharti

Share your thoughts

Chorus ganwaar ae kisanon yeh dharti tumhari, Mahendra kapoor, Bharat ka rehne wala hoon mahendra kapoor, Lyrics of bharat ka rehne wala hoon, Mere desh ki dhartimahendra kapoor, Bharat ka rahnewala hoonmahendra kapoor, Bharat ka rahnewala hoon song lyrics in english, Bharat ka rehne wala hoon lyrics, Ab ke barasmahendra kapoor, Bharat ka rahnewala hoon lyrics in hindi, Anil kapoor, Bharat ka rahnewala hoon song lyrics, Anil kapoor songs, Mere desh ki dharti