Ae Jaane Wafa Maine Dil Rakh Diya Song Lyrics from the movie/album Nishan released in the year 2018 starring Sheikh Mukhtar, Nazima. The song Ae Jaane Wafa Maine Dil Rakh Diya was sung by Usha Khanna. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Javed Anwar

Ae Jaane Wafa Maine Dil Rakh Diya Lyrics

Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Tere Kadmo Me Haye
Teri Raho Me Yu Na Thukra Ke Chal
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Kitne Rangin The Tere Wade
Meri Jaa Kya Huye Wo Irade

Rangin The Tere Wade
Sang Dil Tune Ye Kya Kiya
Dile Nazuk Ko Tune Tadpa Diya
Sang Dil Tune Ye Kya Kiya
Dile Nazuk Ko Tune Tadpa Diya
Haye Pyar Ka Khafila Lut Gaya
Ha Pyar Ka Kafila Lut Gaya
Tere Kadmo Me Haye
Teri Raho Me Yu Na Thukra Ke Chal
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Meri Aankho Ki Rurat Sun Le
Meri Khamosh Ki Fhariyad Sun Le

Aankho Ki Rurat Sun Le
Kayade Yu Na Todo Sanam
Bijliyo Se Yu Na Khelo Sanam
Kayade Yu Na Todo Sanam
Bijliyo Se Yu Na Khelo Sanam
Haye Allah Kasam Yu Na Khao Kasam
Allah Kasam Yu Na Khao Kasam
Tere Kadmo Me Haye
Teri Raho Me Yu Na Thukra Ke Chal
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Tere Kadmo Me Haye
Teri Raho Me Yu Na Thukra Ke Chal
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya
Aye Jane Wafa Maine Dil Rakh Diya

Share your thoughts

Filmi gaane, Rajesh khanna, Twinkle khanna, Rajesh khanna songs, Rajesh khanna hit songs, Usha khannaa songs, Hindi gaane, Rajesh khanna romantic songs, Qatra karishma tanna, O jaane jigar salman khan, Karishma tanna hot dance performance, Muqadma vinod khanna full movie, Vinod khanna songs, Vinod khanna movies, Twinkle khanna songs, Haan tu hai jannat full song lyrics, Karishma tanna, Khanna, Purane hindi gaane, Rajesh khanna sad songs, Karishma tanna hot