Ae Chaand Ki Zebai Song Lyrics from the movie/album Chhoti Si Mulaqat released in the year 2016 starring Vyjayanthimala, Uttam Kumar. The song Ae Chaand Ki Zebai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Alo Sircar. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ae Chaand Ki Zebai Lyrics

Ae Chaand Ki Zebai
Tu Jhool Ja Baanhon Mein
Madhosh Bahaaren Bhi
Lene Lagin Angdaayi
Ae Chaand Ki Zebai
Tu Jhool Ja Baanhon Mein
Madhosh Bahaaren Bhi
Lene Lagin Angdaayi
Ae Chaand Ki Zebai

Jalne De Mere Dil Ko
Rukhsaar Ke Sholon Mein
Jalne De Mere Dil Ko
Rukhsaar Ke Sholon Mein
Aata Hai Nasha Humdum
Maujon Ke Jhakolon Mein
Paagal Kiye Deti Hai
Mehki Huyi Tanhaayi
Madhosh Bahaaren Bhi
Lene Lagin Angdaayi
Ae Chaand Ki Zebai

Daaman Na Bacha Mujh Se
Daaman Se Lipatne De
Daaman Na Bacha Mujh Se
Daaman Se Lipatne De
Aanchal Ki Yeh Deewaaren
Girti Hain To Girne De
Jooda Jo Khula Tera
Khushboo Si Chali Aayi
Madhosh Bahaaren Bhi
Lene Lagin Angdaayi
Ae Chaand Ki Zebai

Jis Haath Ko Thhaama Hai
Woh Haath Na Chhodoonga
Jis Haath Ko Thhaama Hai
Woh Haath Na Chhodoonga
Kitne Bhi Janam Le Lo
Main Saath Na Chhodoonga
Sadiyon Se Main Tera Hoon
Ae Jaan-e-tamannaayi
Madhosh Bahaaren Bhi
Lene Lagin Angdaayi
Ae Chaand Ki Zebai
Tu Jhool Ja Baanhon Mein
Madhosh Bahaaren Bhi
Lene Lagin Angdaayi
Ae Chaand Ki Zebai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Chhoti si mulaqat song, Chhoti si mulaqat, Chhoti si mulaqat pyar ban gayi, Mohammed rafi, Chhoti si mulaqat pyar ban gayi song, Mohammed rafi ke gane, Chhoti si mulaqat title song, Chhoti si mulaqat movie songs, Ae chand ki zebai song, Ae chand ki zebai full song, Mohammad rafi song, Ae chand ki zebai video song, Ae chand ki zebai, Uttam kumar, Mohammed rafi songs, Shashi kala and rajendranath, Vajayanthi mala, Jeevan ke do raahe pe khade sochte hain hum, Lata mangeshkar